Текст песни Main Tumhara - A.R.Rahman, Jonita Gandhi, Hriday Gattani

Main Tumhara - A.R.Rahman, Jonita Gandhi, Hriday Gattani
Информация о песне На данной странице вы можете ознакомиться с текстом песни Main Tumhara , исполнителя -A.R.Rahman
В жанре:Болливуд
Дата выпуска:09.07.2020
Язык песни:Суахили

Выберите на какой язык перевести:

Main Tumhara
Tum na huye mere to kya
Hmm, tum na huye mere to kya
Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitara raha
Rishta raha bas rait ka
Aye samandar main tumhara kinaara raha
Main tumhara, main tumhara, tumhara raha
Tum na huye mere to kya
Tuhi pehli guzarish, hasrat bhi tu aakhiri
Maahi mere naseeh marzi bata kya teri
Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitaara raha
Main jaadon ke mahine ki tarah
Aur tum ho Pashmine ki tarah
Main deewaron ki tarah hoon
Tum jaise ho dareecha
Main bageecha jo tumne seenchaा
Tum na huye mere to kya
Hmm, tum na huye mere to kya
Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitara raha
Rishta raha bas rait ka
Aye samandar main tumhara kinaara raha
Main tumhara, main tumhara, tumhara raha
Tum na huye mere to kya

Поделитесь текстом песни:

Напишите что вы думаете о тексте песни!

Другие песни исполнителя: