Информация о песне На данной странице вы можете ознакомиться с текстом песни Saawali Si Raat (From "Barfi!"), исполнителя - Pritam.
Дата выпуска: 08.12.2016
Язык песни: Эстонский
Saawali Si Raat (From "Barfi!") |
Saawali si raat ho, khamoshi ka saath ho |
Hmm saawali si raat ho, khamoshi ka saath ho |
Bin kahe bin sune, baat ho teri meri |
Neendh jab ho laapata, udaasiyaan zara hata |
Khwaabon ki razaayi mein, raat ho teri meri |
Jhilmil taaron si aankhein teri |
Khare khare paani ki jheelein bhare |
Hardum yun hi tu hansti rahe |
Har pal hai dil mein khwaahishein |
Khamoshi ki loriyaan sunn toh raat so gayi |
Bin kahe bin sune, baat ho teri meri |
Saawali si raat ho, khamoshi ka saath ho |
Bin kahe bin sune, baat ho teri meri |
Barfi ke tukde sa, chanda dekho aadha hai |
Dheere dheere chakhna zara |
Hmm hasne rulane ka, aadha-pauna vaada hai |
Kankhi se takna zara |
Yeh jo lamhe hain lamhon ki behti nadi mein |
Haan bheeg loon, haan bheeg loon |
Yeh jo aankhen hain aankhon ki gumsum zubaan ko |
Main seekh loon, haan seekh loon |
Ankahi si guftagu, ansuni si justaju |
Bin kahe, bin sune, apni baat ho gayi |
Saawali si raat ho khamoshi ka saath ho |
Bin kahe bin sune, baat ho teri meri |