| Khamoshiyan gungunaane lagi |
| Tanhaaiyan muskuraane lagi |
| Sargoshi kare hawa, chupke se mujhe kaha |
| Dil ka haal bataa, dilbar se naa chhupa |
| Sunke baat yeh sharm se meri aankhen jhunk jaane lagi |

| Jaag utha hai sapna kiska meri in aankhon mein |
| Ek nayi zindagi shaamil ho rahi saanson mein |
| Kisi ki aandhi hai sadaa hawaaon mein |
| Kisi ki baatein hai dabi si honton mein |
| Raat din meri aankhon mein koi parchhaayi lehraane lagi |
| Khamoshiyan gungunaane lagi |
| Tanhaaiyan muskuraane lagi |
| Dil ka yeh karwaan, yunhi tha rawaa dawaa |
| Manzil na humsafar, lekin main maherbaan |
| Teri voh ek nazar kar gayi asar |
| Duniya savar jaane lagi |
| Khamoshiyan gungunaane lagi |
| Tanhaaiyan muskuraane lagi |
| Sharmo hayaa se keh do khuda haafiz, o meri jaana |
| Hai ghadi milan ki, khudaara laut ke na aana |
| Raat ka parda hamaari hi khaatir |
| Saje hai hum bhi to tumhaari hi khaatir |
| Jaise jaise tum paas aate ho, saansein ruk jaane lagi |