| Chocolate — Lime Juice — Ice Cream — Toffeeyan |
| Pehle Jaise Ab Mere Shauk Hain Kahan |
| Gudiya — Khilone Meri Saheliyan |
| Ab Mujhe Lagti Hain Sari Paheliyan |
| Yeh Kaun — Sa Mod Hai Umra Ka. |
| Yeh Kaisa Deewanapan Hai Kya Janu — Main Kya Janu |
| Mushkil Ho Gaya Khud Ko Kaise |
| Pehchanu Main Pehchanu |
| Din Katta Hai Kate Na Ratiyan |
| Kisse Kahun Main Yeh Sari Batiyan |
| Gudiya — Khilone Meri Saheliyan |
| Ab Mujhe Lagti Hain Sari Paheliyan |
| Yeh Kaun — Sa Mod Hai Umra Ka. |
| Man Mein Tarange Uthne Lagi Hain Yeh Kaisi, Yeh Kaisi |
| Ab Jaisi Hoon Pehle Nahin Thi Main — Aisi, Main Aisi |
| Khilne Lagi Hain Raahon Mein Kaliyan |
| Ankhiyan Dhoondhe Sapnon Ki Galiyan |
| Gudiya — Khilone Meri Saheliyan |
| Ab Mujhe Lagti Hain Sari Paheliyan |
| Yeh Kaun — Sa Mod Hai Umra Ka. |