Текст песни Main Aur Tu - Gajendra Verma

Main Aur Tu - Gajendra Verma
Информация о песне На данной странице вы можете ознакомиться с текстом песни Main Aur Tu, исполнителя - Gajendra Verma
Дата выпуска: 12.12.2019
Язык песни: Английский

Main Aur Tu

Raaton ko sona nahi
Baatein subah tak chale
Kya ho gaya hai mujhe hmm
Saath toh khona nahi
Mar jaaunga main bhale
Pyaar hua hai mujhe… hey ya!
Kitne hi kaam main taalta hoon
Roz aata hoon milne tujhe
Doston ko bhi main taang doon
Chaahe kahin bhi bulaaye mujhe
Itna bata de jaisa main karoon
Feel hota hai kya wo tujhe
Kya lagta hai tujhko ki
Duniya mein hai sirf main aur tu…
Main aur tu…
Main jaanu na jaanu na
Bina tere kya karoon
Ye berang si zindagi hai meri
Rang bolo kaise bharun
Kyun maanu na, maanu na
Jiyun ke main ya marun
Kya ho gaya hai mujhe hey yeah yeah
Kaise kaise ab guzarata hoon raatein
Main yaad karke tujhe
Aa jaaye dil ko sukoon phir se aaj
Bhar le baahon mein mujhe
O itna bata de jaisa main karoon
Feel hota hai kya wo tujhe
Kya lagta hai tujhko ki
Duniya mein hai sirf main aur tu…
Yeah yeah Main aur tu…
O main aur tu…
Eyeah eyeah…
Hmm aur tu
Yeh yeah yeah
Raaton ko sona nahi
Baatein subah tak chale
Kya ho gaya hai mujhe haan
O itna bata de jaisa main karoon
Feel hota hai kya woh tujhe
Kya lagta hai tujhko ki
Duniya mein hai sirf main aur tu…
Hey… main aur tu…
Hey… main aur tu…
Main aur tu… hey… o…
Eyeah eyeah…
Eyeah eyeah…
Oyeah yeah ho…

Поделитесь текстом песни:

Напишите что вы думаете о тексте песни!

Другие песни исполнителя:

НазваниеГод
Na Hona Tumse Door 2021
Mushkil Badi 2021
Kyun Hai 2014
Anjaam 2015
Ab Aaja 2019
Ja Ja Ja 2019
Milo Na Tum ft. Gajendra Verma 2019
Aaj Phir Se 2021
Jaana Jaana 2019
Kitna Maza Aayega 2021
India Together ft. Jonita Gandhi 2020
Ratjage 2021
Khelegi Kya? 2019
Pehla Pyar 2021
Tera Hi Rahun 2016

Новые тексты и переводы на сайте:

НазваниеГод
Ce que je vois 2016
What's Gwan 2009
Средневековье 2023
Rivok 2021
Nah Bow 2011