
Дата выпуска: 03.06.2015
Язык песни: Маори
Meherbaan |
Dil ki maange thodi thi kam |
Har duaa bhi thodi maddham |
Tune kaandhe pe sar jhukaaya jab |
Jaise dargah pe baandhe dhaage tab |
Bina maange hi mill gaya hai sab |
Meherbaan hua hua |
Meherbaan hua hua |
Meherbaan. hua |
Meherbaan hua Rab |
Meherbaan. hua |
Meherbaan hua Rab |
Duaa rang rangiya yun malang laal laal rang |
Rooh ki patang baandhi tere sang |
Tab hi toh laga |
Meherban hua Rab |
O din ye sehre sa saja |
Meherbaan huaa Rab |
Ye aa ya-ya ya-ya… |
Haathon ko tere apne |
Haathon mein le leti hoon |
Ke taqdeerein apni saari padh loon |
Aankhon mein tere chhupte |
Armaan main dhoondhta hoon |
Bas tu soche, aur poore main kar doon |
Abhi abhi toh hum adhoore thhe |
Poore ho gaye tere roobaroo |
Oo. ye bhi deekhe na |
Kahaan main khatam, kahaan tu shuru |
Aankhein teri (aankhein teri) |
Girti hain jab (girti hain jab) |
Ab to neendein aati hain tab |
Humko lagta hai kuch dino se ab |
Tu ibaadat hai, tu hi hai mazhab |
Bewajah kaise, kyu, kahaan aur kab |
Meherban hua hua |
Meherban hua hua |
Meherban. hua |
Meherban hua Rab |
Meherban. hua |
Meherban hua Rab |
Rab ne banaaya sabko |
Par kaun bataaye Rab ko |
Mar ke tum pe, hum saans lete hain |
Rab se karun jo duaayein |
Ab ye tujhi tak jaayein |
Tu jo sun le toh sunta ye Rab hai. |
Jaane naa jahaan |
Jaane hai kahaan |
Mili thi meri teri haan me haan |
Sach hai yahi tujh sa kahin |
Nahin hai nahin |
Meri raahein aayein tujh tak |
Iss janam se har janam tak |
Waqt ko rokein aa zara sa ab |
Usko samjha dein ishq ka matlab |
Chhod ke zidd ye maan lega ab |
Meherbaan hua hua |
Meherbaan hua hua |
Meherbaan. hua |
Meherbaan hua Rab |
Meherbaan. hua |
Meherbaan hua Rab |
Meherbaan. hua |
Meherbaan hua Rab |
Название | Год |
---|---|
Lover Also Fighter Also | 2018 |
Aazmale Aazmale | 2006 |
Chand Lamhe | 2018 |
Тексты песен исполнителя: Vishal & Shekhar
Тексты песен исполнителя: Ash King
Тексты песен исполнителя: Shilpa Rao
Тексты песен исполнителя: Shekhar Ravjiani