Информация о песне На данной странице вы можете ознакомиться с текстом песни Chand Lamhe, исполнителя - Shilpa Rao. Песня из альбома Helicopter Eela, в жанре Музыка мира
Дата выпуска: 02.10.2018
Лейбл звукозаписи: Saregama India
Язык песни: Себуано
Chand Lamhe |
Chand lamhe bas khushi ke |
Aur phir khaali soona sa aangan |
Chand lamhe bas khushi ke |
Aur phir khaali soona sa aangan |
Wohi andhyaari kaali raatein |
Wohi andhyaare soone se din |
Wohi khamoshi har pal chaar su |
Wohi tanhaayi har su har dum |
Tu gaya toh ruki saari saanse |
Mar bhi jaayein toh ab nahi koyi gham |
Mar bhi jaayein toh ab nahi koyi gham |
Chand lamhe bas khushi ke |
Dil dhadakna hi jaise ho bhool gaya |
Pal guzarta guzarta yun thamm sa gaya |
Saanse patthar huyi, rooh patthar huye |
Lafzon ka saath izhaar ne chhod diya |
Namm hai aankhein raah par sang |
Mar bhi jaayein toh ab nahi koyi gham |
Mar bhi jaayein toh ab nahi koyi gham |
Chand lamhe bas khushi ke |
Hoonk uth’ti hai har dil ke aahosh mein |
Kaise dhoondhun tumhein |
Tum kahaan kho gaye |
Zindagi mein tufaano ka majma laga |
Taan nazar sanaate ke daayere bane |
Dhundh hi dhund naahi tu mere sang |
Mar bhi jaayein toh ab nahi koyi gham |
Mar bhi jaayein toh ab nahi koyi gham |
Chand lamhe bas khushi ke |
Aur phir khaali soona sa aangan |
Wohi andhyaari kaali raatein |
Wohi andhyaare soone se din |
Wohi khamoshi har pal chaar su |
Wohi tanhaayi har su har dum |
Tu gaya toh ruki saari saanse |
Mar bhi jaayein toh ab nahi koyi ghsm |
Mar bhi jaayein toh ab nahi koyi gham |
Mar bhi jaayein toh ab nahi koyi gham |