Текст песни Pyaar Diwana Hota Hai - Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy

Pyaar Diwana Hota Hai - Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy
Информация о песне На данной странице вы можете ознакомиться с текстом песни Pyaar Diwana Hota Hai , исполнителя -Udit Narayan
В жанре:Саундтреки
Дата выпуска:25.04.2002
Язык песни:Суахили

Выберите на какой язык перевести:

Pyaar Diwana Hota Hai
--MALE--
Hum tumse darrte rehte hai — 2
Duniya waale yeh kehte hai
Lag jaata hai yeh dil kahin, lag jaana hota hai
Yeh pyaar diwana hota hai — 2
--FEMALE--
Hum tumse darrte rehte hai
Duniya waale yeh kehte hai
Lag jaata hai yeh dil kahin, lag jaana hota hai
Yeh pyaar diwana hota hai — 2
--MALE--
Soyaa koi jadoo jag na jaaye, kya pataa
Tumse dil hamaara lag na jaaye, kya pataa
--FEMALE--
Milke nazar kho jaayegi, mushkil badi ho jaayegi — 2
Hum tauba karte rehte hai — 2
Duniya waale yeh kehte hai
Lag jaata hai yeh dil kahin, lag jaana hota hai
Yeh pyaar diwana hota hai — 2
Pehle sochle hum phir karenge faislaa
Achha ab chalenge, kal milenge phir zara
--MALE--
Jaagenge aaj hum raat ko, chhedenge kal phir baat ko — 2
Sab aashiq jagte rehte hai — 2
Duniya waale yeh kehte hai
Lag jaata hai yeh dil kahin, lag jaana hota hai
Yeh pyaar diwana hota hai — 2
--FEMALE--
Hum tumse darrte rehte hai
Duniya waale yeh kehte hai
Lag jaata hai yeh dil kahin, lag jaana hota hai
Yeh pyaar diwana hota hai
--MALE--
Yeh pyaar diwana hota hai
--FEMALE--
Yeh pyaar diwana hota hai
--MALE--
Yeh pyaar diwana hota hai

Поделитесь текстом песни:

Напишите что вы думаете о тексте песни!

Другие песни исполнителя: