Информация о песне На данной странице вы можете ознакомиться с текстом песни Sona Nahi Na Sahi, исполнителя - Alka Yagnik. Песня из альбома The Best of AR Rahman (25 Classic Hits From The Composer Of ‘Slumdog Millionaire’), в жанре Саундтреки
Дата выпуска: 26.01.2009
Лейбл звукозаписи: Selector Series
Язык песни: Суахили
Sona Nahi Na Sahi |
FEMALE- |
(Sona nahi na sahi, chandi nahi na sahi |
Fikar kya hai, main hoon na tere liye) — 3 |
-MALE- |
Oh, magar jag mein meri jaan koi dil ki tamanna |
Mohabbat ke siva bhi hai mere liye |
Tere mere liye |
-FEMALE- |
Sona nahi, chandi nahi, magar jag mein |
-MALE- |
Meri jaan |
-FEMALE- |
Koi dil ki |
-MALE- |
Tamanna |
-FEMALE- |
Mohabbat ke siva nahi tere liye |
-MALE- |
Tere tere liye |
-FEMALE- |
Pyaar main hoon, pyaar tu hai maan jaao dilrooba |
Saare jag mein kuch nahi hai ek tere mere siva |
-MALE- |
Maanta hoon sanam, pyaar hi hai zindagi |
Kya karoon dil mein thi baat koi aur hi |
-FEMALE- |
Arre jo bhi hai voh sab galat hai, maan jaao dilrooba |
Saare jag mein kuch nahi hai ek tere mere siva |
-MALE- |
Arre chalo maana bahes kya hai, mohabbat hi sach hai yaar |
-FEMALE- |
Karoge tum, haan karoge tum sajan mujhse |
Karoongi main tumse pyaar |
-MALE- |
Chalo sona nahi na sahi, chandi nahi na sahi |
Fikar kya hai tu hai na mere liye |
Hai na mere liye |
-CHORUS- |
Sajan sun na, jaane tamanna |
Sajan sun na, jaane tamanna, tere liye |
-FEMALE- |
Sona nahi, chandi nahi |
Sona nahi na sahi, chandi nahi |
Fikar kya hai main hoon na tere liye |
-MALE- |
Ho, tirchi nazron se na dekho aashiqe dilgir ko |
Kaise teer andaz ho, sidha to karlo teer ko |
-FEMALE- |
Voh bada tez hai jo deewana hai mera |
Hoon ussi ki shikaar, jo nishaana hai mera |
-MALE- |
To kholo zulfein inki khushboo se mahek jaaoon zara |
Gore tan ki chandni se phir chamak jaaoon zara |
-FEMALE- |
Chalo do pal hum ek duje mein kho jaaye is tarah |
-MALE- |
Bahut din ke taraste lab lipat jaaye jis tarah |
-CHORUS- |
Sajan sun na, jaane tamanna |
Sajan sun na, jaane tamanna, mere liye |
Sona nahi na sahi, chandi nahi na sahi — 2 |
Sona nahi, aah aah aah, chandi nahi, aah — 2 |