Информация о песне На данной странице вы можете ознакомиться с текстом песни Chana Jor Garam, исполнителя - Seema Alimchandani
Дата выпуска: 08.01.2012
Chana Jor Garam |
Tum tum tarara, tum tum taram |
Tum tum tarara, tum tum taram |
Tum tum tarara, tum tum taram |
Tum tum tarara, tum tum taram |
Tum tum taram taram |
Tum tum taram taram |
Duniya ke hain lakh dharam par apna ek karam |
Chana jor garam |
Chana jor garam babu main laayi mazedar |
Chana jor garam |
Chana jor garam babu main laya mazedar |
Chana jor garam |
Mera chana bana hai aala |
Jismein dala garam masala |
Isko khaayega dilwala chana jor garam |
Mera chana kha gaya gora |
Mera chana kha gaya gora |
Kha ke ban gaya tagda ghoda |
Maine pakad ke use maroda |
Maar ke tangdi usko toda chana jor garam |
Chana jor garam babu main laya mazedar |
Chana jor garam |
Mere chane ki aankh sharabi |
Sharabi, chane ki aankh sharabi |
Ho iske dekho gaal gulabi |
Gulabi, dekho gaal gulabi |
Ho iska koi nahi jawabi, iska koi nahi jawabi |
Jaise koi kudi Punjabi, jaise koi kudi Punjabi |
Nache chhanan chhanan |
Nache chhanan chhanan |
Kothe chadhke tainu pukara |
Sunle mere balam chana jor garam |
Chana jor garam babu main laayi mazedar |
Mera chana kha gaye gore |
Gore, chana kha gaye gore |
Ho gore jo ginti mein hain thode |
Ho phir bhi maare humko kode |
Phir bhi maare humko kode |
Tum tum taram taram, tum tum taram taram |
Lakhon kode toorte phir bhi toota na dumkham |
Chana jor garam |
Chana jor garam babu main laya mazedar |
Chana jor garam |
Chana jor garam babu main laya mazedar |
Chana jor garam |
Chana jor garam, chana jor garam |
Chana jor garam, chana jor garam |
Chana jor garam, chana jor garam |
Mera chana hai apni marzi ka |
Marzi ka bhai marzi ka |
Mera chana hai apni marzi ka |
Marzi ka bhai marzi ka |
Yeh dushman hai khudgarzi ka |
Khudgarzi ka, khudgarzi ka |
Sar kafan bandh ke nikla hai |
Deewana hai yeh pagla hai |
Mera chana hai apni marzi ka |
Marzi ka bhai marzi ka |
Apnon se naata jodega |
Gairon ke sar ko phodega |
Apna yeh vachan nibhayega |
Maati ka karz chukayega |
Chana hai apni marzi ka |
Marzi ka bhai marzi ka |
Mit jaane ko mit jaayega |
Azaad watan kar jaayega |
Na to chori hai, na to daaka hai |
Bas yeh to ek dhamaka hai |
Dhamake mein awaz bhi hai |
Ek soz bhi hai, ek saaz bhi hai |
Samjho to baat yeh saaf bhi hai |
Aur na samjho to raaz bhi hai |
Apni dharti, apna hai gagan |
Yeh mera hai, mera hai watan |
Apni dharti, apna hai gagan |
Yeh mera hai, mera hai watan |
Is par jo aankh uthayega zinda dafnaya jaayega |
Mera chana hai apni marzi ka |
Marzi ka bhai marzi ka |
Yeh dushman hai khudgarzi ka |
Khudgarzi ka, khudgarzi ka |
Mera chana hai apni marzi ka |
Marzi ka bhai marzi ka |
Yeh dushman hai khudgarzi ka |
Khudgarzi ka, khudgarzi ka |