![Aa Dekhen Zara - Asha Bhosle, Kishore Kumar, Rahul Dev Burman](https://cdn.muztext.com/i/3284759232583925347.jpg)
Дата выпуска: 16.11.2014
Язык песни: Суахили
Aa Dekhen Zara |
Hey, Dhin pata pat dhindi papa papapapa pappapapa |
Dhin pata pat dhindi papa papapapa pappapapa |
Jahan teri yeh nazar hai |
Meri jaa muzhe khabar hai |
Jahan teri yeh nazar hai |
Meri jaa muzhe khabar hai |
Bach na saka koi, Aaye kitne |
Lambe hai mere Haath itne |
Dekh idhar yaar Dhyaan kidhar hai |
Are dekh idhar yaar Dhyaan kidhar hai |
Jahan teri yeh nazar hai |
Meri jaa muzhe khabar hai |
Kyon nahi jaani tu yeh samajhta |
Kaam nahi yeh hai tere bas ka |
Kyon nahi jaani tu yeh samajhta |
Kaam nahi yeh hai tere baska |
Hosh mein aaja Dhyaan kidhar hai |
Hosh mein aaja Dhyaan kidhar hai |
Jahan teri yeh nazar hai |
Meri jaa muzhe khabar hai |
Meri taraf jo utha hai tan ke |
Kat ke wahi haath gira badan se |
Are Meri taraf jo utha hai tan ke |
Kat ke wahi haath gira badan se |
Saamne aaye kiska jigar hai |
Saamne aaye kiska jigar hai |
Jahan teri yeh nazar hai |
Meri jaa muzhe khabar hai |
Chaal yeh banda aisi hi chal jaaye |
Band ho mutthi cheez nikal jaye |
Gili Gili Gili Chu Chu Chu |
Chaal yeh banda aisi hi chal jaaye |
Band ho mutthi cheez nikal jaye |
Yeh thi karishma dekh idhar hai |
Yeh thi karishma dekh idhar hai |
Jahan teri yeh nazar hai |
Meri jaa muzhe khabar hai |
Jahan teri yeh nazar hai |
Meri jaa muzhe khabar hai |
Bach na saka koi, Aaye kitne |
Lambe hai mere Haath itne |
Dekh idhar yaar Dhyaan kidhar hai |
Are dekh idhar yaar Dhyaan kidhar hai |
Тексты песен исполнителя: Asha Bhosle
Тексты песен исполнителя: Kishore Kumar
Тексты песен исполнителя: R. D. Burman