| Beech bhawar mein daale na |
| Aar rahi na paar gayi |
| Kuch ishq ki mauje le doobi |
| Kuch hijr ki andhi mar gayi |
| Tum jaane nahi ye dard mera |
| Ya jaan ke bhi anjaane ho |
| Tum jaane nahi ye dard mera |
| Ya jaan ke bhi anjaane ho |
| Ik pal yeh lage apne ho tum |
| Ik pal yeh lage begane ho |
| Dil na ya paheli bujh saka |
| Tum kaun piya |
| Tum kaun piya |
| Ye bhed tumhi ab kholo zara |
| Tum kaun piya |
| Tum kaun piya |
| Tum kaun piya |
| Tum kaun piya |
| Bin bole joh tum kehte ho |
| Bin bole hi woh sunlun main |
| Bharke tumko in ankhon mein |
| Kuch khwaab naye se bunn lun main |
| Bin bole joh tum kehte ho |
| Bin bole hi woh sunlun main |
| Bharke tumko in ankhon mein |
| Kuch khwaab naye se bunn lun main |
| Na apna ap dikhaayi de |
| Jab dekhoon khudko darpan me |
| Yeh main hun ya phir tum hi ho |
| Mann uljha hai is uljhan mein |
| Mujhe apne rang me rang liya |
| Tum kaun piya |
| Tum kaun piya |
| Yeh bhed tumhi ab kholo zara |
| Tum kaun piya |
| Tum kaun piya |
| Tum kaun piya |
| Tum kaun piya |
| Dil se jude hai ye dil apne |
| Kehne ko koi rishta hi nahi |
| Iss paakeeza se bandhan ko |
| Duniya me koi samjha hi nahi |
| Dil se jude hai ye dil apne |
| Kehne ko koi rishta hi nahi |
| Iss paakeeza se bandhan ko |
| Duniya me koi samjha hi nahi |
| Jab ghav lage koi tumko |
| Toh dard yahan bhi hota hai |
| Jab namm ho tumhari yeh ankhein |
| Toh dil ye mera bhi rota hai |
| Tumne bhi magar ye puch liya |
| Tum kaun piya |
| Tum kaun piya |
| Yeh bhed tum hi ab kholo zara |
| Tum kaun piya |
| Tum kaun piya |
| Tum kaun piya |
| Tum kaun piya |