Текст песни Tumhay Dil Lagi Bhool - Nusrat Fateh Ali Khan

Tumhay Dil Lagi Bhool - Nusrat Fateh Ali Khan
Информация о песне На данной странице вы можете ознакомиться с текстом песни Tumhay Dil Lagi Bhool, исполнителя - Nusrat Fateh Ali Khan. Песня из альбома Dil Lagi, в жанре Мировая классика
Дата выпуска: 11.01.1998
Лейбл звукозаписи: RGH
Язык песни: Турецкий

Tumhay Dil Lagi Bhool

Tumhen dil lagi bhool jani padegi
Muhabbat ki rahon mein aa kar to dekho
TaDapane pe mere na phir tum hasoge
Kabhi dil kisi se laga kar to dekho
Wafaon ki humse tawwaqo nahin hai
Magar ek baar aazamaa kar to dekho
Zamaney ko apanaa banaa kar to dekha
Hamey bhi tum apana banaa kar to dekho
Khuda ke liye chor do abb yeh parda
Ke hain aaj hum tum nahi ghair koi
Shab-e-vasl bhi hai hijaab iss khadr kyun
Zara rukh se aanchal utha kar to dekho
Jafa’ein bahut ki bahut zulm Dhaye
Kabhi ek nigah-e-karam iss taraf bhi
Hamesha huey dekh kar mujh ko barham
Kisi din zara muskura kar to dekho
Jo ulfat mein har ek sitam hai gawara
Yeh sab kuch hai paas-e-wafa tumse warna
Sataatey ho din raat jis tarah mujh ko
Kisi ghair ko yun sataakar to dekho
Agar’chey kisi baat per woh khafa hain
To acha yehi hai tum apni sahi karlo
Woh maaney na-maaney yeh marzi hai unki
Magar unko ‘PURNAM' manaa kar to dekho

Поделитесь текстом песни:

Напишите что вы думаете о тексте песни!

Другие песни исполнителя:

НазваниеГод
The Long Road ft. Nusrat Fateh Ali Khan 2009
Mere Rashke Qamar ft. Nusrat Fateh Ali Khan, The Professional Brothers 2017
Sanson Ki Mala Pe 2015
Dum Mast Qalander Mast Mast 2019
Ali Ali Maula Ali Ali 1994
Ali Da Malang 1999
Mera Piya Ghar Aaya 2015
Gham Hai Ya Khushi Hai Tu 2019
Akhiyan Udeek Diyan 2019
Ye Jo Halka Halka Sooror 2018
Kinna Sohna 1991
Tere Bin Nahin Lagda 2010
Tumhen Dillagi Bhool Jaani Padegi 2015
Allah Hoo Allah Hoo 2015
Dum Mast Qalander Mast 2019
Yeh Jo Halka Halka Suroor Hai 2015
Ali Da Malang Nusrat 2014
Dum Mast Qalandar 1993
Kinna Sohna Tenon Rab Ne Banaya 2019
Dam Mast Qalander 2019

Тексты песен исполнителя: Nusrat Fateh Ali Khan