Информация о песне На данной странице вы можете ознакомиться с текстом песни Sanson Ki Mala Pe, исполнителя - Nusrat Fateh Ali Khan. Песня из альбома Top 10 Collection of Nusrat Fateh Ali Khan, в жанре Музыка мира
Дата выпуска: 04.01.2015
Лейбл звукозаписи: Shemaroo Entertainment
Язык песни: Эстонский
Sanson Ki Mala Pe |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee |
ka naam |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki Raam |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki Raam |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee |
ka naam |
Aaa |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee |
ka naam |
Aaa |
Yehi meri bandagi hai yehi meri pooja sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam |
Aaa |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee |
ka naam |
Ek ka sajan mandir maiN ek ka preetam masjid maiN aur mein sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee |
ka naam |
Papeehay oh papeehay tu yeh kiyoon aanso bahaata hai zubaan pe teri pee pee kis |
liyeh reh reh ke aata hai sadaye dard o gham kiyoon ddardmandoon ko sunata hai |
jo khudhi jal raha hoon aur kiyoon us ko jalaata hai |
Kaatoon tori choonch paheeha raam daroon pe loon mein pee ki aur pee mora tu pee kahay hai kaun |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa sanson ki mala pe simruuN main |
pee ka naam |
Her qismat ke haath hein kiss bandhan ki laaj mein ne tou bandhan likh diya |
sawarya ke naam |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa sanson ki mala pe simruuN main |
pee ka naam |
Mein pee ki morat ko poojoon mein pee ki suurat ko poojon |
Her dam… sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa… Saanson ki mala pe simruuN main pee ka naam |
Pe ke naam kahoon mein pujari naam pee ka her saans mein wari simroon mein pee |
ka naam |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam hum aur nahi kacho kaam ke matware |
pee ke naam ke Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa sanson ki mala pe simruuN main |
pee ka naam |
Sajni baati kab likhoon jo preetam ho pardes tan mein mun mein piya basay |
bhejon kisay sandes mein |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam |
Her her mein hai her basay, her her ko her hai her ki aas her ko her her dhoond |
phiri, aur her hai more paas |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Vocables sanson ki mala pe simruuN |
main pee ka naam |
Deen dharam sub choor ke mein to pee ki dhun mein sud bud khoyi chit jaaon gun |
pee pee ke gaaon aur nahi koi doja kaam |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee |
ka naam |
Sa re re ga sa re ga re re re ga sa pa ma ma ga ga re re re sa sa pa ma re re re ma ga… Vocables (9:40) |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne mun ki mein jaanon aur pee ke mun ki raam |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne mun ki mein jaanon aur pee ke mun ki raam |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam |
Prem ke rung mein aisee doobi, bun gaya aik hee roop prem ki mala japte japte |
aap bani mei shyaam |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam prem ki mala japte japte aap bani |
mei shyaam |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam |
Prem ke rung mein aisee doobi prem ke rung mein aisee doobi prem ke rung mein |
aisee doobi prem ke rung mein aisee doobi |
Aisee dobi prem ke rung mein |
Aa piya in nainan mein jo pankh daanp ohe nu na mein dekhon ghair ko na tohay |
dekhan doon |
Aise doobi prem ke rung mein |
Preetam hum tum aik hein, jo kehen sunan mein do hum tum aik hein preetam hum |
tum aik hein |
Mun ko mun se toliyah aur to mun qubool na ho Aise doobi prem ke rung mein |
Preetam tumre sung hai apna raaj suhaag tum naahi to kacho nahi tum mile to jaage bhaag |
Aise doobi prem ke rung mein |
Augan pooja paat tajay aur laga prem ka roug preetam ka bus dheyan rahay yehi |
hai apna joob |
Aise doobi prem ke rung mein |
Haath churawat jaat ho, jo nirmil jaan ke mohe hirde mein se jaawat ho tab mein |
jaanon tohe |
Aise doobi prem ke rung mein |
Vocables… |
Aise doobi prem ke rung mein (15:00) |
Vocables… |
Doobi doobi doobi aise doobi prem ke rung mein |
Her dam dekho mora peharwa sadarahat more ghar naahi ander baahir aap wohi hai |
mein naahen mein naaheen |
Aise doobi prem ke rung mein |
Joganya ka bhes bana ke pee ko dhondan jaaon ree nagri nagri dwaare dwaare pee |
ki shabad sunaon gi taras bikhari jag mein ho ke darshan bhichya paaon gi tan |
mun un per waroon pee ki joganya kehlaoon ree |
Aise doobi prem ke rung mein |
Prem ke rung mein aise dobi bun gaya aik he roop prem ki maala japte japte aap |
bani mein shayaam |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam prem ke rung mein aise dobi bun gaya |
aik he roop |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam |
Preetam ka kuch dosh nahi hai, wo to hai nirdosh apne aap se baatein ker ke hoo |
gayi mein badnaam |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne aap se baatein ker ke hoo gayi |
mein badnaam |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam |
Prem piyala jab se piya hai, jee ka hai yeh haal deedar pe neend aa jaye |
kaanton pe aaram |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam 23:00 |
Jeevan ka sanghar hai preetam, maang ka hai sandoor preetam ki nazroon se gir |
ker jeena hai kiss kaam |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam preetam ki nazroon se gir ker jeena |
hai kiss kaam |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam |
Vocables… |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam 27:30 |
Sa re ga re da re sa… |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki Raam |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki Raam… |
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam simroon mein pee ka naam simron mein |
pe ka naam simroon mei pee ka naam. |