Текст песни Agaya Mah-E-Ramdan - Junaid Jamshed

Agaya Mah-E-Ramdan - Junaid Jamshed
Информация о песне На данной странице вы можете ознакомиться с текстом песни Agaya Mah-E-Ramdan , исполнителя -Junaid Jamshed
В жанре:Музыка мира
Дата выпуска:10.01.2011
Язык песни:Узбекский

Выберите на какой язык перевести:

Agaya Mah-E-Ramdan
Duniya ke aay musafir manzil teri qabar hai
Tai kar raha hai jo tu do din ka yeh safar hai
Jab se bani hai duniya aaye hazaro laakho
Baaki raha na koi mitti me sab samaye
Iss baat ko na bhulo sabka yahi hashar hai
Duniya ke aye musafir manzil teri qabar hai
Mahalo me sone wale mitti me so rahe hai
Shaho gadha yaha sab ek saath so rahe hai
Dono huye barabar yeh maut ka asar hai
Duniya ke aye musafir manzil teri qabar hai
Aankho se tune apni janaze dekhe
Haatho se tune apne dafnaye kitne murde
Anjam se tu apne kyu itna bekhabar hai
Duniya ke aye musafir manzil teri qabar hai

Поделитесь текстом песни:

Напишите что вы думаете о тексте песни!

Другие песни исполнителя: