
Дата выпуска: 25.05.2019
Язык песни: Индонезийский
Tera Mera Rishta (Awarapan) |
Tera yakeen kyun maine kiya nahi? |
Tujhse raha kyun judaa? |
Mujhpe yeh zindagi karti rahi sitam |
Tune hi di hai panah |
Tera mera rishta puraana |
Hai kya tadap hai, hai yeh kaisi sazaa |
Tu kyun mujhe aaj yaad aa gaya? |
Bechain din mere, bechain raat hai |
Kya main karu kuchh bata |
Hain mere paaon hi khud meri bediyaan |
Mujhse mujhe tu chooda |
Tera mera rishta puraana |
Kya mujh mein hai shaks woh keh raha |
Aa ab main du karz tera chuka |
Aankhein hain nam meri, saasein chubhan meri |
Zakhm hua phir hara |
Dil ke viraane mein |
Mere phasaane mein |
Tu hi to har dum raha |
Tera mera rishta puraana |