Текст песни Kuch Kuch Hota Hai - Shahrukh Khan

Kuch Kuch Hota Hai - Shahrukh Khan
Информация о песне На данной странице вы можете ознакомиться с текстом песни Kuch Kuch Hota Hai , исполнителя -Shahrukh Khan
В жанре:Музыка мира
Дата выпуска:16.04.2019
Язык песни:Суахили

Выберите на какой язык перевести:

Kuch Kuch Hota Hai
Tum paas aaye, yoon muskuraaye
Tum paas aaye, yoon muskuraaye
Tumne na jane kya, sapne dikaaye
Tum paas aaye, yoon muskuraaye
Tumne na jane kya sapne dikaaye
Abh to mera dil, jage na sota hai
Kya karon hai, kuch kuch hota hai
Kya karon hai, kuch kuch hota hai
Tum paas aaye, yoon muskuraaye
Tumne na jane kya, sapne dikaaye
Abh to mera dil, jage na sota hai
Kya karon hai, kuch kuch hota hai
Kya karon hai, kuch kuch hota hai
Na jane kaisa ahsaas hai
Bujhti nahin hai, kya pyaas hai
Kya nasha is pyaar ka
Mujhpe sanam, chaa ne laga
Koi na jane, kyoon chain khota hai
Kya karoon hai, kuch kuch hota hai
Kya karoon hai, kuch kuch hota hai…
Kya rang layee, meri dua
Ye ishq jane kaise hua
Baichaineeyon mein chain
Na jane kyoon, aane laga
Tanhai mai dil, yaadein sanjota hai
Kya karoon hai, kuch kuch hota hai
Kya karoon hai, kuch kuch hota hai
Tum paas aaye, yoon muskuraaye
Tumne na jane kya, sapne dikhaye
Tum paas aaye, yoon muskuraaye
Tumne na jane kya, sapne dikhaye
Abh to mera dil, jage na sota hai
Kya karoon hai, kuch kuch hota hai
Kya karoon hai, kuch kuch hota hai…

Поделитесь текстом песни:

Напишите что вы думаете о тексте песни!