| Jab kisi se koi gila rakhna |
| Jab kisi se koi gila rakhna |
| Samne apne aayina rakhna |
| Samne apne aayina rakhna |
| Jab kisi se koi gila rakhna |
| Yun ujalo se wasta rakhna |
| Yun ujalo se wasta rakhna |
| Shama ke paas hi hawa rakhna |
| Shama ke paas hi hawa rakhna |
| Samne apne aayina rakhna |
| Jab kisi se koi gila rakhna |
| Ghar ki tameer chahe jaisi ho |
| Ghar ki tameer chahe jaisi ho |
| Isme rone ki kuch jagah rakhna |
| Isme rone ki kuch jagah rakhna |
| Samne apne aayina rakhna |
| Jab kisi se koi gila rakhna |
| Maszide hain namazio ke liye |
| Maszide hain namazio ke liye |
| Apne ghar mein kahi khuda rakhna |
| Apne ghar mein kahi khuda rakhna |
| Milna julna jaha zaroori ho |
| Milna julna jaha zaroori ho |
| Milne julne ka hosla rakhna |
| Milne julne ka hosla rakhna |
| Samne apne aayina rakhna |
| Jab kisi se koi gila rakhna. |