| Robert Tar! |
| Kuch shot huye the pehle ke |
| Woh sab bata rela hun |
| Maza aa rela public ko sunne ke liye |
| To apun bhi soche suna deve kya |
| Suno |
| Haan! |
| Gaon ke train mein safar kara |
| Bathroom ke paas so ke |
| Paani ke chheentein udte the |
| Log jaate haath dho ke |
| Phir hum bhi kahan mauke chhodte |
| Fir seedha kya bhid jaate the |
| Woh bhi kya din the |
| Chalu ticket pe chadh jaate the |
| TC jis dabbe mein chadhta |
| Us dabbe se watt jaate the |
| Ghar se laaye dabba |
| Newspaper pe baith ke khaate the |
| Sunn mein koyi pee rela quarter |
| Koyi khele jua |
| Bantai log darwaze pe |
| Haan uda rahe dhuan |
| Fir kya kisse dosti kisse lafda |
| Safar yun hi kat jaata tha |
| Aaj udd raha first class beta |
| Train mein main bhi jaata tha |
| Sab cheezon ke maze le beta |
| Chhod de rona dhona |
| Darwaze pe soya dekh ke |
| Fan pucche tum Bantai ho naa |
| Kya din the woh beta |
| Main safar nahi, suffer karne aaya hoon |
| (Suffer karne aaya hoon) |
| Ye sab dekhela life mein main |
| Tab jaake yahan tak ke aaya hoon |
| (Yahan tak ke aaya hoon) yo |
| Kya din the woh beta |
| Main safar nahi suffer karne aaya hoon (Yeah, yeah!) |
| Ye sab dekhela life mein main |
| Tab jaake yahan tak ke aaya hoon |
| (Aur bohot aage jaana hai) |
| Haan area mein main akela tha |
| Jisko milne laga fame |
| Jalti unki soch ke unki life |
| Kyun nahi mujhse same |
| Mujhse bhidne aate saale |
| Bina matlab matter karne |
| Mitna rehta saath |
| Hum dono jaate the |
| Battle karne rap nahi |
| Steet mein fight karne |
| Bees log aaye the saale saare |
| Woh mujhko bharne maara mujhko |
| Chair toda mere peeth pe |
| Shukriya un logon ko aaj kahani ye be |
| Kehne mujhe beat pe |
| Jo bhi main tha jisne maara |
| Usko maara usko dhar liya |
| Shot diya bheje pe haan |
| Uss din se woh sudhar gaya |
| Aise kaafi matter kabhi diya kabhi khaya |
| Alter hoon main itna kaise area ne banaya |
| Kya din the woh beta |
| Main safar nahi suffer karne aaya hoon |
| (Suffer karne aaya hoon) |
| Ye sab dekhela life mein main |
| Tab jaake yahan tak ke aaya hoon |
| (Yahan tak ke aaya hoon) yo |
| Kya din the woh beta |
| Main safar nahi suffer karne aaya hoon (Yeah, yeah!) |
| Ye sab dekhela life mein main |
| Tab jaake yahan tak ke aaya hoon |
| (Aur bohot aage jaana hai) |
| Haan shoot ke baad keema pao |
| Dharavi bismillah pe |
| Scooty pe poora mumbai ghooma |
| Raste pe full chilla ke |
| Mujhko barosa Allah pe haan |
| Tere bina sab khallas hai |
| Malum tha main aage badunga |
| Ek din mere qala se |
| Par maza kiya main bohot |
| Mere struggle days pe sacchi mein |
| After party karke aa rahe |
| So rahe saare gachhi pe |
| Dosti-yaari apni bole aiba bantai bachhi se |
| Kharcha apna nikalta tha studio ke kharchi se |
| Studio dala recording aur mixing mastering karta khud |
| Customers ke kabhi-kabhi haan shoot bhi karke aata khud |
| Ghar ke hall mein neeche baith ke kaam seedha chaubis |
| Paanch-sau waale home theater pe gaane bana ke lofi |
| Theater mein kabhi maara spray kabhi table chair uthaya |
| Jahan se murdaal aa rahe the sab karke paisa banaya |
| Jo bhi manga bachpan se abba ne sab dilaya |
| Jiya raja jaise lekin ab kuchh banne ka time aaya |
| Kya din the woh beta |
| Main safar nahi suffer karne aaya hoon |
| (Suffer karne aaya hoon) |
| Ye sab dekhela life mein main |
| Tab jaake yahan tak ke aaya hoon |
| (Yahan tak ke aaya hoon) yo |
| Kya din the woh beta |
| Main safar nahi suffer karne aaya hoon (Yeah, yeah!) |
| Ye sab dekhela life mein main |
| Tab jaake yahan tak ke aaya hoon |
| (Abhi bohot aage jaana hai) |